KUCH AQIQEH K BAARE MEIN 2⃣3⃣

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴






 *🥀 QURBAANI 🥀*





➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
      KUCH AQIQEH K BAARE MEIN
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
🅾 2⃣3

 ★ Aqiqah farz yaa waajib nai hai..Sirf sunnate mus-tahab-bah hai..Na kiya to gunah nai hai Or Ghariib k liye bilkul jaaiz nahi k vyaaj-sood-intrest se qarzaa..dewa..le kar aqiqah kare.
 ★ Jo bachcha 7 din ka ho gaya Or uska aqiqah na kiya Or koi sharai majburi bhi nai thi to..Wo bachcha apne maa-baap ki shafaa-at nai karega..K..
 ★ Mafhume hadiis hai K..Ladka apne aqiqeh mein Girwi hai..Matlab..Mufti Amjad Ali aazmi farmate hai..K..Iska matlab ye hai k us bachche se poora fayda na milega jab tak aqiqah na kiya jaaye..Or..
 ★ Kuch Muhaddisiin kehte hain K..Bachche ki salaamti or bachche ka fulna-falna ( parwarish ) Or us mein achchi khubiyan na aayegi agar aqiqah na kiya.
 ★ Jiska aqiqah na huwa ho Wo Jawaani yaa Budhaape mein bhi apna aqiqah kar sakta hai..K Aaqa..alayhis-salaam..ne khud apna aqiqah ae-laane Nubuw-wat k baad kiya.

ISLAAMI ZINDAGI
BAHAARE SHARIYAT
FATAWA RAZWIYAH
MUSANNF ABDUR-RAZZAQ
AQIQEH K BAARE MEIN-
-SUWAL JAWAB





👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

वहाबी देवबन्दी का ज़बीहा हराम है

Qurbani Ka Janwar Kharid’te Waqt Kin Baato Ka Khayal Rakhe

एक शख़्स के पास इतना माल नहीं कि निसाब को पहुंचे लेकिन खेती की ज़मीन निसाब से कई गुना ज़्यादा है उस पर कुर्बानी वाजिब है या नहीं*10