QURBAANI hissewali ka gosht kaise taqsim karna hai.1⃣8⃣

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴






*🥀 QURBAANI 🥀*





➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
QURBAANI hissewali ka gosht kaise
                taqsim karna hai...?
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
🅾 18

 ★ Agar hissewaali Qurbaani kii..to zaruri hai k gosht wazan kar k 7 hisse alag alag kiye jaayein..Andaaze se taqsiim karna jaaiz nahi Or agar andaaze se hisse kiye to gunah-gaar honge.
 ★ Ba-khushi aik dusre ko kam zyaada maaf kar dena bhi kaafi nahi..Agar Sab aik hi ghar mein rehte hain k mil..baant kar hi khaayenge..Sab hisse-daar apna apna hissa lena nahi chaahte to aysi surat mein wazan karne ki zarurat nai.

BAHARE SHARIYAT
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
 QURBAANI...hissewali k hisse alag 
          karne k 2 HIILE...K Tariqe..
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
▪ PEHLA..Tariqa..Zabah k baad us janwar ( Uunt..Gaay..Bhens ) ka saara gosht aik ayse baaligh musalman ko hiba kar dein ( maalik bana dein ) jo unki Qurbaani mein sharik ( shamil ) na ho..Or..
      Ab Wo ( jisko hiba kiya gaya hai ) andaaze se sab mein taqsiim kar sakta hai.
▪ DUSRA..Tariqa..Isse bhi aasaan hai..Gosht taqsiim se pehle us mein dusri Jins..Jaise..KALEJI..MAGHAZ..milaa dein..To ab andaaze se taqsim kar sakte hain.
 ★ Agar kayiin chiizen daali hai to har aik mein se sab ko sab mein se tukda tukda dena zaruri nahi..
      Gosht k saath sirf aik chiiz bhi dena kaafi hai..Jaise..TILLI..KALEJI..SIRRI..PAAYE..daale hai to gosht k sath kisi ko tilli..kisi ko kaleji...kisi ko paaye..kisi ko sirri..To bhi sahi taqsiim ho jaayegi.

DURRE MUKHTAAR
ABLAQ GHODE SUWAAR





👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

वहाबी देवबन्दी का ज़बीहा हराम है

Qurbani Ka Janwar Kharid’te Waqt Kin Baato Ka Khayal Rakhe

एक शख़्स के पास इतना माल नहीं कि निसाब को पहुंचे लेकिन खेती की ज़मीन निसाब से कई गुना ज़्यादा है उस पर कुर्बानी वाजिब है या नहीं*10