QURBAANI PUL-SIRAAT KI SAVAARI3⃣

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴






*🥀 QURBAANI 🥀*





➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
QURBAANI PUL-SIRAAT KI SAVAARI
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
🅾 3⃣

      Mafhume Hadis
▪Aaqa..sallallahu alyhi waalihi wasallam..farmate hai k..
       ■ Baqra Eid k din insaan aysi koi neki nahi karta Jo Allah ko khoon bahaane se zyada ( Qurbaani karne se ) pyaari ho..
       ■ Ye Qurbaani qayaamat mein apne singon baalon or khuron ( khudiyaan ) k saath aayegi..or..
       ■ Qurbaani ka khoon zamin par girne se pehle Allah qubool farmata hai is liye Qurbaani khush dili se ( shoq se ) karo.
 ★ Hazrat Abdul haq muhaddis dehelwi..alayhirrahman..farmate hai..k..Qurbaani apne karnewale k nekiyon k palde me rakkhi jayegi jisse nekiyon ka palda bhari hoga.
 ★ Mulla Ali qari..alayhirrahman..farmate hai..k..Fir us k sawaari banegi jis k zariye Qurbaani karnewala aasaani se pul-siraat se guzrega or us ka har uzwa ( every part of body ) Qurbaani karnewale k har uzwa ka fidya banega.

MIRQAATUL MAFAATIH
ABLAQ GHODE SAWAAR





👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

वहाबी देवबन्दी का ज़बीहा हराम है

Qurbani Ka Janwar Kharid’te Waqt Kin Baato Ka Khayal Rakhe

एक शख़्स के पास इतना माल नहीं कि निसाब को पहुंचे लेकिन खेती की ज़मीन निसाब से कई गुना ज़्यादा है उस पर कुर्बानी वाजिब है या नहीं*10