QURBAANI zabah karne me konsi or kitni ragein kaatni hai.1⃣3⃣
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*🥀 QURBAANI 🥀*
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
QURBAANI zabah karne me konsi
or kitni ragein kaatni hai...?
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
🅾 1⃣3
★ Allama Mufti Amjad Ali..alayhirrahmaan..farmate hai...
Jo ragein zabah mein kaati jaati hain wo 4 hai..
★ HULQUM..Ye wo hai jis mein se saans ( breathing ) aati jaati hai..
★ MURI..Isse khaana paani utarta hai..In dono k aas paas 2 ragein aur hai..Jo khoon ki hai..
★ In ragon ko WA DA JAIN kehte hai..Zabah karne mein in 4 ragon mese 3 ka kat jaana kaafi hai..Matlab agar 3 bhi kat gayi to jaanwar halaal ho jayega..Or..
Agar 4 me se har aik rag zyaadatar kat gayi jab bhi halaal ho jayega..Or..Agar..
Aadhi aadhi har rag kati or aadhi BAAQI reh gayi to halaal nahi.
BAHARE SHARIYAT
ABLAQ GHODE SUWAAR
👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें