QURBANI k gosht k hisse kayse kare1⃣4⃣
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*🥀 QURBAANI 🥀*
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
QURBANI k gosht k hisse kayse kare
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
🅾 1⃣4
★ Qurbaani k gosht k 3 hisse kare.
★ 1 hissa faqiiron ko de dein.
★ 1 hissa doston or rishte daron ko
★ 1 hissa apne ghar walon k liye.
★ Agar ghar waale zyada hon to kul ka kul ( saara gosht ) ghar mein rakh sakta hai..kul gosht sadqa bhi kar sakta hai.
★ Agar maiyat ki taraf se Qurbaani kii..To us gosht ka bhi yahi hukm hai jaise oopar bataaya gaya..Or..
Agar maiyat ne kaha tha k meri taraf se Qurbaani kar dena to aysi surat mein kul gosht sadqa kar de.
★ Qurbaani agar maiyat ki hai to uska gosht na khud kha sakta hai na maaldaar ko khila sakta hai bal k usko faqir o miskin ko sadqa kar dena waajib hai.
★ Qurbaani ka gosht kafir ko na de.
★ Qurbani karnewala bakraa Eid k din sabse pehle Qurbaani ka gosht khaaye..Ye mustahab hai.
BAHARE SHARIYA
ABLAQ GHODE DUWAAR
👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें