DUSRE SE QURBANI karwane mein 1⃣2⃣

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴






*🥀 QURBAANI 🥀*





➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
 DUSRE SE QURBANI karwane mein
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
🅾 1⃣2

 ★ Behtar ye hai k apni Qurbaani khud hi kare agar achchi tarah zabah karna janta ho..Or agar janta na ho to dusre ko zabah karne ka hukm de..lekin khud bhi haazir rahe..Ye behtar hai.
 ★ Dusre se zabah karwaaya or khud apna haath bhi chhuri par rakh diya k dono ne mil kar zabah kiya to dono ko.. Bismillah..kehna WAAJIB hai.
      Agar dono mese aik ne bhi jaan bujh kar na padhi ya ye soch kar na padhi k dusre ne padh lii hogi muje padhne ki zarurat nahi..To in dono surton mein jaanwar HALAAL na huwa.

AALAMGIIRI
DURRE MUKHTAAR
ABLAQ GHODE SUWAAR





👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

वहाबी देवबन्दी का ज़बीहा हराम है

Qurbani Ka Janwar Kharid’te Waqt Kin Baato Ka Khayal Rakhe

एक शख़्स के पास इतना माल नहीं कि निसाब को पहुंचे लेकिन खेती की ज़मीन निसाब से कई गुना ज़्यादा है उस पर कुर्बानी वाजिब है या नहीं*10