AQIQE me kitne jaanwar hon..?

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴






*🥀  QURBAANI 🥀*




    AQIQE me kitne jaanwar hon..?




🅾 2⃣4⃣




     ■ Ladke k liye 2 
     ■ Ladki k liye 1 

 ★ Siyedy sarkaare AalaHazrat..alyhir rehman..farmate hai..K..Dono k liye kam se kam 1 janwar to hai hi or Bete k liye 2 ho to afzal hai..taaqat na ho to 1 bhi kaafi hai.
 ★ Aqiqe ka jaanwar bhi aysa hi ho jaysa Qurbaani k janwar hota hai..Be-aib saal bhar ka ho agar bakra ho Or 2 saal ko ho agar gaay ho.
 ★ Agar gaay hai to us mein Qurbaani ki tarah 7 aqiqe ho sakte hai.
 ★ Aik hi jaanwar mein Qurbaani or aqiqe dono saath mein bhi ho sakte hai ( 7 hisse )

FATAWA RAZWIYAH




👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

वहाबी देवबन्दी का ज़बीहा हराम है

Qurbani Ka Janwar Kharid’te Waqt Kin Baato Ka Khayal Rakhe

एक शख़्स के पास इतना माल नहीं कि निसाब को पहुंचे लेकिन खेती की ज़मीन निसाब से कई गुना ज़्यादा है उस पर कुर्बानी वाजिब है या नहीं*10