JAANWAR ZABAH karne ka tariqa
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*🥀 QURBAANI 🥀*
JAANWAR ZABAH karne ka tariqa
🅾 1⃣5⃣
★ Sunnat ye chali aa rahi hai k zabah karne waala or jaanwar dono ka rukh qible ki taraf hon..India mein qibla maghrib ( west ) me hai..
★ Isliye jaanwar ka sar junub ( south ) ki taraf hona chahiye ta k jaanwar ulte ( left ) pehlu letaa ho Ir uski peeth mashriq ( east ) ki taraf ho ta k uska munh qible ki taraf ho jaye..Or..
★ Zabah karne waala apna siidha ( right ) pair jaanwar ki gardan k siidhe hisse yani gardan k qarib pehlu par rakkhe Or dua padhe..fir..
Bismillah AllahuAkbar..padh kar zabah kare..
★ Khud apna ya jaanwar ka munh qible ki taraf na kiya to makruh hai.( qurbani ho jayegi..jaanwar halaal ho jayega )
FATAWA RAZWIYA
ABLAQ GHODE SUWAAR
👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें