SING KA MASLA-PET ME BACHCHA

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴






*🥀 QURBAANI 🥀*




SING KA MASLA-PET ME BACHCHA




🅾 1⃣2⃣




 ★ Jis jaanwar k paidaaishi siing na ho uski Qurbaani jaaiz hai..Or siing the..Magar toot gaye..Agar jad k saath toote hai to Qurbaani na hogi Or sirf oopar se toote hai..Jad salaamat hai to qurbaani ho jayegi.
 ★ Qurbaani karte waqt jaanwar uchhlaa koodaa jiski wajah se aib paida ho gaya to Qurbaani ho jayegi.
       Or uchhal kud se aib paida huwa or chhut kar bhaag gaya or foran pakad kar laaye or zabah kar diya to Qurbaani ho jayegi.
 ★ Qurbaani kii..Or us k pait mese zinda bachcha nikla to use bhi zabah kar dein or us ko bhi khaa sakte hai..
       Or agar mara huwa bachcha ho to use pheink de k murdaar hai..Qurbaani ho gayi.

AALAMGIIRI
DURRE MUKHTAAR
BAHARE SHARIYAT
ABLAQ GHODE SUWAAR




👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

वहाबी देवबन्दी का ज़बीहा हराम है

Qurbani Ka Janwar Kharid’te Waqt Kin Baato Ka Khayal Rakhe

एक शख़्स के पास इतना माल नहीं कि निसाब को पहुंचे लेकिन खेती की ज़मीन निसाब से कई गुना ज़्यादा है उस पर कुर्बानी वाजिब है या नहीं*10