QURBAANI KARNE KI FAZILAT
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*🥀 QURBAANI 🥀*
QURBAANI KARNE KI FAZILAT
🅾 1⃣
▪Aaqa..sallallahu alayhi waalihi wasallam..farmate hai k..
★ Qurbaani karnewale ko Qurbani k jaanwar k har baal k badle me aik neki milti hai...
★ Jisne khush dili se sawab paane k liye Qurbaani ki to wo jahannam ki aag se hijaab ( parda..rukaawat ) ho jayegi.
★ Aey Fatema..Apni Qurbaani k paas maujood raho kyun k us k khoon ka pehla qatra ( drop ) girega to tumhare saare gunah maaf kar diye jaayenge.
★ Jis ko bhi Qurbaani karne ki wus-at ( taaqat ) ho or fir bhi wo Qurbaani na kare to hamari eid-gaah k qariib na aaye.
TIRMIZI SHARIF
AL MO JAMUL KABIR
AS-SUNANUL KUBRA LIL BAYHAQI
ABLAQ GHODE SUWAAR
👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें