WAAJIB HONE KI SHARTEIN-MAAL

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴






*🥀 QURBAANI 🥀*





 WAAJIB HONE KI SHARTEIN-MAAL




🅾 5⃣




▪Qurbaani waajib hone ki shartein
      Ye hai k har..
 ★ Baaligh..( na baaligh na ho )
 ★ Muqiim..( musaafir na ho )
 ★ Musalmaan Mard O Awrat
 ★ Maalike nisaab..Par Qurbaani
      Waajib hai.
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
  MAALIKE NISAAB KISE KEHTE HAI
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
▪Maalike nisaab hone ka matlab 
       Ye hai k..
 ★ Us sakhs k paas saadhe baawan
      ( 52.5 ) tole chaandi..
 ★ Ya itni maaliyat ki raqam..
 ★ Ya itni value ka buisnes ka maal.
 ★ Ya itni value ka samaan jo hajate 
      asaliya k siwa ho..Or..
 ★ Us par agar itna qarz bhi ho k adaa karne k baad uupar bataya gaya nisaab baaqi raheta ho..to..
      Wo Maalike nisaab hai..Qurbaani
      Us par waajib hai..Or..
 ★ { Ye hukm 10 wi Zulhijjah ki Subha saadiq ( sehri ka waqt khatm hota hai us waqt se ) se 12 wi Zulhijjah ki ghurub ( maghrib ki azaan k waqt tak ) tak ka hai.} 
      [ haajate asaliya ka matlab agle
      msg mein post hoga ]

FATAWA RAZWIYA
ABLAQ GHODE SUWAAR




👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

वहाबी देवबन्दी का ज़बीहा हराम है

Qurbani Ka Janwar Kharid’te Waqt Kin Baato Ka Khayal Rakhe

एक शख़्स के पास इतना माल नहीं कि निसाब को पहुंचे लेकिन खेती की ज़मीन निसाब से कई गुना ज़्यादा है उस पर कुर्बानी वाजिब है या नहीं*10