QURBAANI ka waqt kab se kab tak hota hai..or..★ QURBAANI k waqt me sharaait ka hona kya chiiz hai..?

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴






*🥀 QURBAANI 🥀*




★ QURBAANI ka waqt kab se kab
      tak hota hai..or..
★ QURBAANI k waqt me sharaait
      ka hona kya chiiz hai..?



🅾 7⃣




 ★ 10 Zulhijjah ki subha saadiq ( sehri khatm ka waqt ) se lekar 12 zulhijjah k ghurub aaftaab ( maghrib ki azaan tak ) tak hai..
 ★ MASALA...city ( sheher ) mein Qurbaani kii jaaye to SHART ye hai k Eid ki namaaz k baad ho Or Gaanw ( village ) mein Eid ki namaaz nahi hoti isliye wahaan subha saadiq se ho sakti hai...or..
      ( Jis gaanw mein Eid ki namaaz hoti ho wahan namaaz k baad Qurbaani karein )
 ★ Maal or dusri shartein Qurbaani k uupar bataaye huwe waqt mein paayi gayi to Qurbaani waajib hogi..
 ★ Is masle ko bayaan karte huwe Hazrat Mufti Amjad Ali Aaazmi..alayhirrehman..Bahaare shariyat mein farmate hai..k..
     Ye zaruri nahi k 10 wi ko hi qurbaani kar daale..uupar bataye huwe waqt mein jab chaahe kare..Agar shuru din me waajib na thi matlab ( msg number 5 ) mein bataayi gayi tamam shartein nahi thi..Or aakhir dinon mein ( msg number 5 ) ki batayi gayi tamam shartein payi gayi to us par Waajib ho gayi..
      Or agar shuru din mein waajib thi or qurbaani kari nahi..Or aakhir waqt mein ( msg number 5 ) mein batayai gayi shartein na rahi to ab Qurbaani waajib na rahi.

AALAMGIIRI
BAHARE SHARIYAT
ABLAQ GHODE SUWAAR




👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

वहाबी देवबन्दी का ज़बीहा हराम है

Qurbani Ka Janwar Kharid’te Waqt Kin Baato Ka Khayal Rakhe

एक शख़्स के पास इतना माल नहीं कि निसाब को पहुंचे लेकिन खेती की ज़मीन निसाब से कई गुना ज़्यादा है उस पर कुर्बानी वाजिब है या नहीं*10