QURBAANI kise kehte hai ? ★ QURBANI ka jaanwar kaysa ho
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*🥀 QURBAANI 🥀*
★ QURBAANI kise kehte hai ?
★ QURBANI ka jaanwar kaysa ho
🅾 8⃣
★ Qurbaani aik maal se honewaali ibaadat hai jo maaldar par waajib hai.. Khaas jaanwar ko khaas din mein ALLAH k liye sawaab ki niyyat se ZABAH karna..isko Qurbaani kehte hai.
★ Gaay..Bhens..Uunt..( Cow..Buffalo..Camel ) in jaanwaron mein 7 Qurbaani ho sakti hai.
★ Qurbaani k waqt mein Qurbaani karna hi laazim hai..koi dusri chiiz is k badle mein nahi ho sakti..
Jaise koi Qurbaani ka bakra ya utna paisa khairaat karde..Ye naa kaafi hai..( waajib ada na hoga )
★ Qurbaani ka jaanwar be-aib ( without any defect ) hona zaruri hai..agar thoda aib hai jaise kaan mein chiiraa ya suraakh to Qurbaani makrooh hogi or zyada aib ho to Qurbaani nahi hogi.
BAHARE SHARIYAT
ABLAQ GHODE SUWAAR
👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें