Qurbaani k janwar ki umar kitni honi chahiye ?★ Jaanwar kaisa hona chaahiye
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*🥀 QURBAANI 🥀*
★ Qurbaani k janwar ki umar
kitni honi chahiye ?
★ Jaanwar kaisa hona chaahiye
🅾 🔟
★ Qurbaani k jaanwar ki umar...
■ Uunt..( Camel ) ...5 saal...
■ Gaay..Bhens.......2 saal...
■ Bakra..................1 saal...
★ In jaanwaron ki nasal k NAR..MAADA bachche denewali na denewali sab ki Qurbaani jaaiz hai.
★ Bakre mein Bakri..Dumba..Dumbi..Bhed...Nar..Maada..sab aa gaye.
★ Uupar bataaye huwe tamaam jaanwaron ki umar bataayi hui umar se kam umar ho to chaahe aik din bhi kam ho to Qurbaani jaaiz nahi..Zyada ho to jaaiz hai..Bl k afzal hai.
BAHARE SHARIYAT
ABLAQ GHODE SUWAAR
👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें