QURBAANI dusre ki O Naabaaligh ki

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴






*🥀 QURBAANI 🥀*




QURBAANI dusre ki O Naabaaligh ki




🅾 9⃣




 ★ Kuch log saare ghar waalon ki taraf se sirf aik bakra Qurbaani karte hai jab k ghar k kaiin log saahibe nisaab hote hai..Or sab par waajib hoti hai to...
      Ayse mein sab par alag alag Qurbaani waajib hai to aik bakra jo sabki taraf se kiya gaya to kisi ka bhi waajib ada na huwa.
 ★ Naabaaligh ki taraf se Qurbaani waajib nahi lekin kar dena behtar hai.
 ★ Baaligh awlaad ya biwi ki taraf se Qurbaani karna chaahe..to ijaazat lekar kare..
       Agar ijaazat k baghair kar di to unki taraf se waajib ada na hoga.
 ★ Ijaazat 2 tarah ki hoti hai..Aik..Saraahatan..Jaise k un mese koi saaf tor par keh de k..Meri taraf se Qurbaani kar do..
      Dusri..Dalaalatan..Under stood..Jaise apni biwi ya awlaad ki taraf se Qurbaani karta hi hai..Or wo bhi jaante hai..Or wo raazi hai..Ye bhi ijaazat hi hai.

FATAWA AHLE SUNNAT
ABLAQ GHODE SUWAAR



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

वहाबी देवबन्दी का ज़बीहा हराम है

Qurbani Ka Janwar Kharid’te Waqt Kin Baato Ka Khayal Rakhe

एक शख़्स के पास इतना माल नहीं कि निसाब को पहुंचे लेकिन खेती की ज़मीन निसाब से कई गुना ज़्यादा है उस पर कुर्बानी वाजिब है या नहीं*10