QURBAANI...k masaail...JAANWAR ki umar mein SHAK ho

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴






*🥀 QURBAANI 🥀*




 QURBAANI...k masaail...JAANWAR 
             ki umar mein SHAK ho




🅾 2⃣3⃣




 ★ Saal bhar se kam ki bakre ki Qurbaani ya aqiqah nahi ho sakta..Or agar shak ho to wo bhi aysa hi hai jayse saal bhar ka nahi hai.( matlab yaqiin ho k 1 saal ka hi hai )
 ★ Jaanwar bechne waale ka kehna kaafi nahi..K bikne mein uska profit..nafa hai..isliye zaruri nahi k wo ( duniya daar jisko diin O aakhirat ka koi shu-oor O parwah nahi-to jhoot bhi bol sakta hai ) sach hi bole.

FATAWA RAZWIYAH
Jild 20 safa 583-84

 ★ Agar 1 saal ka bakra jo daant todta hai wo daant tode hai to ho jayegi..Or..
 ★ Agar daant nahi tode to nahi hogi..Kasaai yaa jo janwaron k maahir or bharose k log hon unko dikha dein.

📚BAHARE SHARIYAT




👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

वहाबी देवबन्दी का ज़बीहा हराम है

Qurbani Ka Janwar Kharid’te Waqt Kin Baato Ka Khayal Rakhe

एक शख़्स के पास इतना माल नहीं कि निसाब को पहुंचे लेकिन खेती की ज़मीन निसाब से कई गुना ज़्यादा है उस पर कुर्बानी वाजिब है या नहीं*10