Hajj Ke Wajibaat7⃣

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴


*🥀 Safar e Hajj 🥀* 



*POST 07*
*بسم الله الرحمن الرحيم*
*الصــلوة والسلام‎ عليك‎ ‎يارسول‎ الله ﷺ*
_*✏️ HAJJ KE WAJIBAAT*_
*(Post 6#07)*
8⃣ Muzdalifa mein thehairna.
9⃣ Maghrib wa Isha ki namaz waqte isha mein Muzdalifa mein aakar padhna.
🔟 Teeno jamron par dasvi,gyarvi,baarvi teeno din kankariyan maarna yaani dasvi ko sirf jamartul aqba par aur gyarvi, baarvi ko teenon par rami karna yaani kankariyan maarna.
1⃣1⃣ Jamartul aqba ki rami pehle din halq yaani sar ke baal mundaane se pehle hona.
1⃣2⃣ Har roz ki rami ka ussi din hona.
1⃣3⃣ Sar mundaana ya baal katarwana.
1⃣4⃣ Aur uska ayyame nahar yaani qurbani ke dinon mein hona.
1⃣5⃣ Haram shareef mein hona agarche meena mein na ho.
1⃣6⃣ Qiraan wa tamatto wale ko qurbani karna.


https://chat.whatsapp.com/CoTrYIar9XdB3OW6o2jeiX
👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

वहाबी देवबन्दी का ज़बीहा हराम है

Qurbani Ka Janwar Kharid’te Waqt Kin Baato Ka Khayal Rakhe

एक शख़्स के पास इतना माल नहीं कि निसाब को पहुंचे लेकिन खेती की ज़मीन निसाब से कई गुना ज़्यादा है उस पर कुर्बानी वाजिब है या नहीं*10