HAJJ KI SUNNATEIÑ9⃣

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴


*🥀 Safar e Hajj 🥀* 



*POST 09*
*بسم الله الرحمن الرحيم*
*الصــلوة والسلام‎ عليك‎ ‎يارسول‎ الله ﷺ*

*✏️ HAJJ KI SUNNATEIÑ*

8⃣ Aañthvi (8) ko fajr ke baad Makkah se ravana hona ki meena mein paanch (5) namazein parh li jaaye.
9⃣ Navvi (9) raat meena mein guzaarna.
🔟 Aaftaab nikalne ke baad meena se arafat ko ravana hona.
1⃣1⃣ Wuqoof e Arfah ke liye gusl karna.
1⃣2⃣ Arafat se waapsi mein muzdalifa mein raat ko rehna.
1⃣3⃣ Aaftaab nikalne se pehle yahañ se mina ko chala jaana.
1⃣4⃣ Dus aur gyarah ke baad jo dono raatein hai unki unko meena mein guzarna aur agar terveeh (13) ke din bhi rehna ho toh (12) ke din ke baad 13vi raat bhi wahi rahe.
1⃣5⃣ Abtaah yaani wadi e muhassab agarche thodi deir ke liye ho aur inke alawa aur bhi sunnatein hai jinka zikr beech beech mein ayega aur Hajj ke mustahabat aur makroohat ka bayan bhi mauke mauke se aaega.



https://chat.whatsapp.com/CoTrYIar9XdB3OW6o2jeiX
👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

वहाबी देवबन्दी का ज़बीहा हराम है

Qurbani Ka Janwar Kharid’te Waqt Kin Baato Ka Khayal Rakhe

एक शख़्स के पास इतना माल नहीं कि निसाब को पहुंचे लेकिन खेती की ज़मीन निसाब से कई गुना ज़्यादा है उस पर कुर्बानी वाजिब है या नहीं*10