WOH BAATEIN JO EHRAAM MEIN HARAAM HAI 1⃣1⃣

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴


*🥀 Safar e Hajj 🥀* 



*POST 11*
*بسم الله الرحمن الرحيم*
*الصــلوة والسلام‎ عليك‎ ‎يارسول‎ الله ﷺ*

*⏩ WOH BAATEIN JO EHRAAM MEIN HARAAM HAI.*
1⃣ Aurat se sohbat.
2⃣ Bosa yaani choomna.
3⃣ Masaas yaani gaodh mein lena.
4⃣ Gale lagana.
5⃣ Uski sharmgaah par nazar karna jabh ki yeh saari upar batayi huwi baatein shahwat ke saath ho.
6⃣ Aurat ke saamne jima'aa aur bosa wagaira ka naam lena.
7⃣ Fuhush yaani behuda bakwaas.
8⃣ Gunaah hamesha haraam the abh aur sakht haraam hogaye.
9⃣ Kisi se dunyawi ladayi jhagda.
🔟 Jungle ka shikar khud karna.
1⃣1⃣ Jungle se shikaar ki taraf shikaar karne ka ishara karna ya kisi tarah batana.
1⃣2⃣ Bandook ya barood ya uske zibaah karne ki churi dena.
1⃣3⃣ Shikaar ke ande todhna.
1⃣4⃣ Par ukhadna paav ya bazu todna.
1⃣5⃣ Shikaar ka doodh dhona.

*To Be Contd...*



https://chat.whatsapp.com/CoTrYIar9XdB3OW6o2jeiX
👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

वहाबी देवबन्दी का ज़बीहा हराम है

Qurbani Ka Janwar Kharid’te Waqt Kin Baato Ka Khayal Rakhe

एक शख़्स के पास इतना माल नहीं कि निसाब को पहुंचे लेकिन खेती की ज़मीन निसाब से कई गुना ज़्यादा है उस पर कुर्बानी वाजिब है या नहीं*10