WOH BAATEIN JO EHRAAM MEIN HARAAM HAI 1⃣2⃣
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*🥀 Safar e Hajj 🥀*
*POST 12*
*بسم الله الرحمن الرحيم*
*الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ*
*⏩ WOH BAATEIN JO EHRAAM MEIN HARAAM HAI.*
1⃣6⃣ Shikaar ka gosht ya ande pakaana ya bhunna bechna khareedna khaana.
1⃣7⃣ Apne ya doosre ke nakhoon katarna ya doosre se apne katarwana.
1⃣8⃣ Sar se paav tak se koi baal kisi tarah alag karna.
1⃣9⃣ Muñh ya sar kisi kapde wagaira se chupaana.
2⃣0⃣ Basta ya kapde ki potli ya gathri sar par rakhna.
2⃣1⃣ Imaama bandhna.
2⃣2⃣ Sila kapda pahenna
2⃣3⃣ Khushboo baaloñ ya badan ya kapdoñ mein lagana.
2⃣4⃣ Mallagiri ya kusum ya zaafraan garaz kisi khushbu ke rang kapde pahenna jabki abhi khushbu de rahe ho.
2⃣5⃣ khalis khushbu mushk, ambar, zaafraan, javitri, laung, ilaichi, daarchini, saundh wagaira khaana.
https://chat.whatsapp.com/CoTrYIar9XdB3OW6o2jeiX
👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें