WOH BAATEIN JO EHRAAM MEIN HARAAM HAI 1⃣3⃣

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴


*🥀 Safar e Hajj 🥀* 



*POST 13*
*بسم الله الرحمن الرحيم*
*الصــلوة والسلام‎ عليك‎ ‎يارسول‎ الله ﷺ*

*⏩ WOH BAATEIN JO EHRAAM MEIN HARAAM HAI.*

2⃣6⃣ Aisi khushbu ka anchal mein bandhna jisme filhaal mahek ho jaise mushk ambar zaafraan.
2⃣7⃣ Sar ya daadhi ko khatmi ya kisi khushbudar aisi cheez se dhona jisse jueiñ mar jaaye.
2⃣8⃣ Wasma ( ek tarah rang jo neel ke patton se banaya jaata hai ) ya mehendi ka khizaab lagana.
2⃣9⃣ Gaund wagaira se baal jamana.
3⃣0⃣ Zaitoon ya til ka tel agarche be khushbu ho baalon ya badan mein lagana.
3⃣1⃣ kisi ka sar mundna agarche uska ehraam na ho.
3⃣2⃣ Joo maarna.
3⃣3⃣ Joo phenkna, kisi ko joo marne ka ishara karna kapda uske maarne ko dhona ya dhoop mein daalna.
3⃣4⃣ Baaloñ mein para wagaira uske maarne ko lagana garaz joo ke maar daalne par kisi tarah ki madad karna ya karana.



https://chat.whatsapp.com/CoTrYIar9XdB3OW6o2jeiX
👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

वहाबी देवबन्दी का ज़बीहा हराम है

Qurbani Ka Janwar Kharid’te Waqt Kin Baato Ka Khayal Rakhe

एक शख़्स के पास इतना माल नहीं कि निसाब को पहुंचे लेकिन खेती की ज़मीन निसाब से कई गुना ज़्यादा है उस पर कुर्बानी वाजिब है या नहीं*10