YEH BAATEIN EHRAAM MEIN JAAIZ HAI.1⃣4⃣

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴


*🥀 Safar e Hajj 🥀* 



*POST 14*
*بسم الله الرحمن الرحيم*
*الصــلوة والسلام‎ عليك‎ ‎يارسول‎ الله ﷺ*

*⏩ YEH BAATEIN EHRAAM MEIN JAAIZ HAI.*

1⃣ Angrakha, kurta chugha late kar upar se iss tarah dol lena ki sar aur muñh na chupe inn cheezoñ ya pajama ka tehband bandh lena.
2⃣ Chadar ke anchaloñ ko tehband mein daalna.
3⃣ Himyaani yaani woh theli ki tarah patti jisme rupya-paisa rakhkar safar ki halat mein kamar se baandh lete hai ya sirf patti bandhna ya hathiyar bandhna.
4⃣ Bemail chudaye lote wagaira se nahana.
5⃣ Paani mein gauta lagana.
6⃣ Kapde dhona jabh ki joo maarne ki garaz se nahi.
7⃣ Miswak karna.
8⃣ Kisi cheez ke saaye mein baithna.
9⃣ Angoothi pahenna.
🔟 Be khushboo ka surma lagana.
1⃣1⃣ Daadh ukhadna.
1⃣2⃣ Toote huwe nakhun ka juda karna.
1⃣3⃣ Dumbal ( phoda ) ya phunsi todd dena.
1⃣4⃣ Khatna karna.
1⃣5⃣ Fasd kholna yaani khoon nikalwana ya nikalna.
1⃣6⃣ Bagair baal munde pachne karana.
1⃣7⃣ Aankh mein jo baal nikle usey juda karna.
1⃣8⃣ Sar ya badan iss tarah ahista khujana ki baal na toote.
1⃣9⃣ Ehraam se pehle jo khushboo lagayi uska laga rehna.
2⃣0⃣ Paaltu jaanwar ouñth, gaaye bakri, murghi wagaira zibaah karna.
2⃣1⃣ Pakaana.
2⃣2⃣ Khaana uska doodh dohna uske



https://chat.whatsapp.com/CoTrYIar9XdB3OW6o2jeiX
👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

वहाबी देवबन्दी का ज़बीहा हराम है

Qurbani Ka Janwar Kharid’te Waqt Kin Baato Ka Khayal Rakhe

एक शख़्स के पास इतना माल नहीं कि निसाब को पहुंचे लेकिन खेती की ज़मीन निसाब से कई गुना ज़्यादा है उस पर कुर्बानी वाजिब है या नहीं*10