TAWAAF KA TAREEKA AUR MASAIL. 1⃣8⃣

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴


*🥀 Safar e Hajj 🥀* 



*POST 18*
*بسم الله الرحمن الرحيم*
*الصــلوة والسلام‎ عليك‎ ‎يارسول‎ الله ﷺ*

*⏩ TAWAAF KA TAREEKA AUR MASAIL.*

▶ *Masala* - Tawaaf saañt (7) pheroñ par khatam ho gaya abh agar aathva(8) phera jaan bujhkar qasdan shuru kar diya toh yeh ek jadeed naya tawaaf shuru huwa isse bhi abh saañt phere karke khatm kare yuñhi agar mehaz sirf wahem wa waswasa ki bina par aathva phera shuru kiya ki shayad abhi che (6) hi huwe ho jabh bhi usse saañt phere karke khatm kare, haan agar iss aathve ko saatva gumaan kiya baad mein maloom huwa ki saañt ho chuke hai toh issi par khatm karde saañt poore karne ki zaroorat nahi.
▶ *Masla* - Tawaaf ke pheroñ mein shak huwa ki kitne huwe toh agar farz ya wajib hai toh saañt phere kare aur agar kisi ek aadil shaks ne bata diya ki itne phere huwe toh uss ke qaul par amal karna behtar hai aur do aadil ne bataya toh unke kehne par zaroor amal kare aur tawaaf agar farz ya wajib nahi hai toh ghalib gumaan par amal kare.

*📚 Durre Mukhtar.*
*📚 Raddul Muhtaar.*



https://chat.whatsapp.com/CoTrYIar9XdB3OW6o2jeiX
👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

वहाबी देवबन्दी का ज़बीहा हराम है

Qurbani Ka Janwar Kharid’te Waqt Kin Baato Ka Khayal Rakhe

एक शख़्स के पास इतना माल नहीं कि निसाब को पहुंचे लेकिन खेती की ज़मीन निसाब से कई गुना ज़्यादा है उस पर कुर्बानी वाजिब है या नहीं*10