🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ*
*السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼*
*अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..*
*🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ*
*_🌹فیضان حضور تاج الشريعہ_*
*✏️ اہل سنت و جماعت*
*~_____________________________________~*
*🌙 इस्लामी तारीख*
*29/11/1443*
*ज़ुल-क़अ़्दह्*
*⛅ दिन; जुमेरात*
*🗓️ अंग्रेजी तारीख*
*30/06/2022*
*जून*
*~_____________________________________~*
*👉 post 200*
*📝SAWAL-:*
*📇 Kya Qurbani Karne Wala 1 Se 10 Zilhijja Me Nakhun Ya Baal Nahi Tarashwa Sakta*
*✍️ JAWAB-;*
*📇 Jiska Qurbani Ka Irada Ho Ya Jiske Naam Se Qurbani Ho Usko Pahli Se Daswi Zilhijja Tak Nakhun Ya Baal Na Tarashwana Mustahab He Ki Wo Pahli Zilhijja Ke Pahle Nakhun Ya Baal Tarashva Le Or Agar Kisi Wajah Se Na Tarash Saka Or 31 Din Ho Gaye Ho To 1 Se 10 Zilhijja Me Bhi Nakhun Ya Baal Tarashwa Sakta He Ki Na Tarashwana Mustahab He Or 40 Din Tak Rakhna Gunah He Or Agar Kisi Ne In Ayyam Me Tarashwa Liye To Qurbani Me Koi Farq Bhi Na Aayega Magar Bahetar He Ki Zilhijja Ka Chand Dikhne Se Pahle Nakhun Ya Baal Tarashwa Le Jaisa Ki Sarkar Aala Hazrat Alaihir Rahmato Ridwan Taherir Farmate He Ye Hukm(Yaane 1 Se 10 Zilhijja Tak Nakhun Ya Baal Na Tarashwana) Sirf Istehbabi He Kare To Bahetar He Na Kare To Mazaiqa Nahi Na Is Ko Hukme Adooli Kah Sakte He Na Qurbani Me Naqs Aane Ki Koi Wajah Balki Agar Kisi Shakhs Ne 31 Din Se Kisi Azr Ke Sabab Khwan Bila Azr Nakhun Na Tarashe Ho Na Khat Banvaya Ho Ki Chand Zilhijja Ka Ho Gaya To Vo Agar Che Qurbani Ka Irada Rakhta Ho Us Mustahab Par Amal Nahi Kar Sakta Ab Daswe Tak Rakhega To Nakhun W Khat Banvaye Huye Ektalis(41) Din Ho Jayega Or Chalis (40) Din Se Zyada Na Banwana Gunah He Fe'ale Mustahab Ke Liye Gunah Nahi Kar Sakta Or Huzur SadrushShariyah Alahir Rahmato Ridwan Taherir Farmate Hai Qurbani Karni Ho To Mustahab Ye He Ki Pahli Se Daswi Zilhijja Tak Na Hajamat Banwaye Na Nakhun Tarashwaye*
*📚(FATAWA RAZVIYA, J-20, S-344)*
*📚(BAHARE SHARIYAT, J-4, S-134)*
--------------------------------------------------------------------------------
*⚔ SULHE KULLI NABI KA NAHI SUNNIYO ⚔*
*⚔ SUNNI MUSLIM HAI SACHCHA NABI KE LIYE ⚔*
*🌴Kabe K Badrud Duja Tumpe Karodoñ Darood.........🌴*
*📿Tayba Ke Samsud Doha Tumpe Karodon Darood...........📿*
*👑Mere Ustaad-e-Mohtram Farmate Hai👇🏼👇🏼👇👇*
*🌹Lakh Jalte Rahr Dusmane Azhari*
*🌹Sar Patakte Rahe Dusmane Azhari*
*🌹Ilteza hai ye RaBBe DoAlam se Haque*
*🌹Faize TAJUSHSRIYHA Salamat Rahe*
*📝 अल्लाह हमे अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम। के सदके इल्मे दीन सीखने समझने और अमल करने की तौफ़िक अता करे।*
*▪ امیــــــن ▪*
*🔛((((( COMING UP NEXT POST )))))*
🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼
*👏🏁 गदा ए फकीर रज़वी कादरी हनफी बरेलवी 🔴* *جزاک اللہ خیر*
https://chat.whatsapp.com/BlTnmJKrHakLQ0Y3Q9Q1KC
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें