🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



  *🥀 HAJJ ⓂUBARAK 🥀*



_✏️ *Hajj-E-Ak'Bar Kise Kehte Hai...❓*_

💎 Hajj-E-Ak'Bar Ka Laf'Z Quraan Me Istimaal Huwa Hai, Jis Ki Tafseer Ak'Sar Mufassireen Ne Ye Bayan Ki Hai Ke *Yaum-E-Arafaa* Ka Din Muraad Hai,

*💐 Dusri Ek Baat Hai Ke Hajj-E-Ak'Bar Yaumu Nahar Ko Kehte Hai,*

Tisri Baat Ye Hai Hajj-E-Ak'Bar Ko Umarah Ke Muqabil Me Hajj Ko Bola Jata Hai Ke Um'Rah Ye Chhota Hajj Aur Hajj Ye Hajj-E-Ak'Bar Hai,

*✏️ Chothi Baat Jo Awaam Me Mash'Hoor Hai Ke Jo Arafaat Ka Din _"Jumma Ka Din"_ Ho To Wo Hajj Hajj-E-Ak'Bar Hai Is Ki Koi Haqeeqat Nahi Hai,*

👉 Al Batta Itna Zarur Hai Ke Ek Zaeef Darjah Ki Riwayat Se Ye Maalum Hota Hai Ke Jo Arafaat Ka Din Jumma Ka Ho To Us Hajj Ka Sawab 70 Guna Badh Jata Hai,

*Aur Sab Ki Aam Maghfirat Ki Khush Khabari Hai,.*

✏️ Aur _Aap ﷺ Sal Lallahu Alayhi Wasallam_ Ke Hajj Me Bhi Arafaat Ka Din Jumma Ka Tha.

*Wallahu Aa'Alam.*

📚 (Mustafad Az Fatawa Mahmudiyah 10/295)..



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

वहाबी देवबन्दी का ज़बीहा हराम है

Qurbani Ka Janwar Kharid’te Waqt Kin Baato Ka Khayal Rakhe

एक शख़्स के पास इतना माल नहीं कि निसाब को पहुंचे लेकिन खेती की ज़मीन निसाब से कई गुना ज़्यादा है उस पर कुर्बानी वाजिब है या नहीं*10